What are dreams made of? some recurring visions some unspoken truths some unuttered promises some muted prominence few unturned pages of love and affection few unexpressed rages of past and imperfections little light of hope in the doomed alley of darkness brittle pain deep enough but harmless name one desire to achieve fame one wish … Continue reading Dreams
Hinglish
Dil se bedili
Taumra dil se bedili kar bethe hai ki ab to dil ka sukun bhi bebuniada hai.. bas ye sochkar hairan hu ki kyu mera dukh tere liye tujhse alahda hai.. Tujhse khud ko jod kar apna hi wazood gawa bethe ab tarashte hai zarra zarra khudko ki kahi to dil se dil ke taar mila … Continue reading Dil se bedili
Main kaun hu
Ek chahat bhara nagma kisi ke rooh ka sukun kisi ka sapna kisiki khwahish kisika gurur kisike dil ka surur to kisike aankho ka noor kisiki aankh ki kirkiri to kisike man ko chubta kanta kahi koi mujh jaisa banna chahe to kahi kisi ko mera uns bhi ek pal nahi bhata mere nazmo mein … Continue reading Main kaun hu
Meri Kahani Meri Zubani
Nahi janti kaise itna kuch likh jati hu itni sari baatein yuhi keh jati hu shabdo mein rehna mujhe acha lagta hai man ka kuch bhi kehna muhe sachha lagta hai zyada tol mol ke baatein karni mujhe aati nahi yehi ek cheez hai jo meri zindagi mujhe sikhlati nahi kuch hai mere andar jo … Continue reading Meri Kahani Meri Zubani
Waqt to lagta hai
Kuch pedo ko phal dene mein.. kuch kaliyo ko khil jane mein.. kuch patto ko lehrane mein.. kuch panchio ko pankh phelane mein.. kuch parindo ko aashiya banane mein.. kuch khwabo ko par lagane mein.. kahi apni khudki pehchan banane mein... waqt to lagta hai.. badi bhag daud bhari hai ye zindagi..bhid me apna rasta … Continue reading Waqt to lagta hai